Thursday, November 19, 2009

डाकू

डाकू
एक व्यक्ति बोला ,
डाकुओं के दर से ,
गाँव खाली होने लगा !
तो हम ने पूछा ------
डाकू कौन ये ,
वर्दी के या
बगेयर वर्दी के !

Tuesday, October 6, 2009

Teri Mohababat yad aati hai…

Teri Mohababat yad aati hai hamko
Teri wafayen satati hai hamko
Kyon chhodkar hame ajnabi ho gaye
Din rat teri yad tadpati hai hamko
Tere jane ka asar hua Kuchh iss tarah
Ab har khushi rulati hai hamko
Suna hai hal tumhara bhi bura hai juda hokar hamse
Yah raj teri sakhiyan batati hai hamko
Iss jamane ne kya hal kar diya tumhara
Kya ye duniya tadpane ki saja deti hai hamko
Pyar main yahi hal hota hai aksar "ANJAN"
Aati jati fija yahi kahti hai hamko.

Saturday, September 5, 2009

Har dost vafadar nahi


Fool bahut hote h magar mahkdar nahi , pathar bahut hote h , magar chamkdar nahi , Jindgi me dost bahut aate h , magar her ......... Dost vafadar nahi .

Thursday, September 3, 2009

Bad katao ke esa to nahi ki hame dost na melay , dost to besumar mele per bavafa na mele.